Monday, 9 December 2013

ALLAMA IQBAL POETRY AND PAKISTAN


ISHQ QATIL...
(m ahmed ,sibi)
Ishq Qatil Se Bhi Maqtool Se Hamdardi Bhi
Ye Bata Kis Se Muhabbat Ki Jaza Mangega..

Parvaane Ko
(m ahmed ,sibi)
Parvaane Ko Shamma Hai,Bulbul Ko Phool Bas
Saddiq(R.A.T.A) K Liye Khuda Ka Rasool Bas..

Keh Do Gham-e- Husain Manany Walon Ko
(Ziaullah ,Raiwind)
Keh Do Gham-E- Husain Manany Walon Ko
Momin Kbhi Shaheed Ka Matam Nhi Krte..
یومِ اقبال۔

Phool Ki Patti Sy
(Adèel sair ,Sargodha)
Phool Ki Patti Sy Cut Sakta He Heeray Ka Jigar
Kalam E Narm O Nazuk Mard E Nadan Pr By Asar..

Hazaar Chasma Tara Rahay
(Muhammad Ehsan ,Kamaila)
Hazaar Chasma Tara Rahay Sing Say Photay
Khudi Ma Doub Ker Zerb.E.Kaleem Pada Ker..

100, 100 Umeed
(Saddam Abbasi ,Riyadh)
100, 100 Umeed Bandhati Hai Ik Ik Nigha Par
Mujh Ko Nah Esy Payar Se Dekha Kary Koi..
ہمارا اقبال رخصت ہوا

Insan
(Rizwanchuhdri ,Chak no 562 g.b fsd)
Khudi Ko Kr Buland Itna K Har Takder Se Pehlay
Khuda Banday Se Khud Pochay Bta Teri Raza Kya Hai..

Sufi Kalam
(Zeshan Mahdi ,Bahawalpur)
Farigh To Na Bethy Ga Mehshar Mein Janoo'n Mera,
Ya Apna Girebaan Chaak, Ya Daaman-E-Yazdaa'n Chaak...

Phir Na Simtay Ge
(saba bibi ,gujranwala)
Phir Na Simtay Ge Muhabat Jo Bikhar Jay Ge
Zindgi Zulf Nahi Phir Sanwar Jay Ge ..

Musalmanon Mein Khoon Baqi Nahin Hai
(Haris ,Karachi)
Mohabbat Ka Junun Baqi Nahin Hai
Musalmanon Mein Khun Baqi Nahin Hai..

Ishq Qatil Se Bhi Maqtool Se
(Tawakal Abbas Bukhari ,Layyah/Rajan Shah)
Ishq Qatil Se Bhi Maqtool Se Hamdardi
Bhi..
پرندہ

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo
(Anjan Bilal ,Srinagar (J&K) )
Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo
Jo Raaz Na Rakh Paye Hamraaz Badal Dalo..
تربیت
تو ابھی  رہگزر میں ہے قید مقام سے گزر
Baal-e-Jibreel
(Anam Rasheed ,Taunsa)
Nigah-E-Faqar Mein Shan-E-Sikandri Kia Hy
Kharaj Ki Jo Gada Ho,Woh Qaisri Kia Hy!..
مسلمان
Keh Do Gham-e- Husain Manany Walon Ko
SIR PLEASE OS KITAB KA NAAM BTA DEIN JIS KI SHAERI HY
By: MUKHTAR HUSSAIN , dubai on Dec, 01 2013

ہمارا اقبال رخصت ہوا
ham kisi kam k hi nahee....
warna wo kisi kam sy hi a jata...
By: snaya, kot addu on Dec, 01 2013

یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی
My Ideal person who always inspire & guide me..
By: Azeem Ch, Sialkot on Nov, 30 2013

یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی
my ideal person who always guide me
By: Azeem Ch, sialkot on Nov, 30 2013

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo
علامہ اقبال نے کیا خوب لکھا اور انکی شاعری احساسات اور دل کی آنکھیں کھولدیتی ہے ۔مسز عبدالرزاق۔جھمرہ سٹی
By: abdul razzaq , jhumra city on Nov, 27 2013

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz
Yaad e mAazi aizab ha ya rab..
Cheen la mujh sa hafzia mra...
By: Saher khan, Multan on Nov, 24 2013

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo
Mere khayal se Iqbal jaisa shayer danishbar insan abhi tak paida nahi hua h wo bhot qabil insan the aur main unka bhot fan hoon
By: Rahi khan, kannauj on Nov, 18 2013

Ishq Qatil Se Bhi Maqtool Se
can you please translate it??
By: priti mishra, bhubneshwar on Nov, 16 2013

ہمارا اقبال رخصت ہوا
v well written, no doubt jawad Iqbal is our greatest n precious poet....
By: rizwana, toronto on Nov, 14 2013

Allama Iqbal Poetry - Read the latest collection of Allama Iqbal shayari in Urdu and English Allama Iqbal famous poets from Pakistan and sub continents.

1 comment:

  1. http://www.forumpakistan.com.pk/allama-special-poetry-t131997.html

    ReplyDelete